Sunday, 29 January 2012

 

 
Is ke liye rozana teen baar sonf chabaen moon se badbo aana band ho jae gi.


Zabaan main luknat
Is maslay ke liye sonf, sabaz ilachi ke danay aur badam ki giri aik aik tola aur koza misri paanch tola in sab ko pees lain aur is safoof ko baar baar kuch waqfay se zabaan per rakh ker chosnay se zabaan ki luknat door ho jati he.


Zabaan ke chalay
Is ke liye neem garam pani se kulli karain phir zabaan ko sooti kapray se khushak karain aur foran zabaan per glasreen laga lain.Do teen din main hi zabaan ke chalay theek ho jaen ge.







Related Posts:

  • Dantoon(teeth) Ki Problems    Peelay dant safaid karna Is ke liye lemon ka ras brush ki madad se danton per lagaen chand dinon main daant safaid ho jaen ge. Daant mazboot karna Is ke liye namak pees ker serson ke oil main mila ker r… Read More
  • Baal (Hair) Ki Problems    Baloon ki khushki door karna 1...Is ke liye aadhi piyali dahi main aik anda phant ker mila lain is ko baloon main laga lain aur do ghantay baad dho lain.  2...Narial ke oil ki malish kernay se bhi khush… Read More
  • Azmooda Totkay   High blood pressure Is ke liye rozana raat ko sonay se pehlay aik tea spoon pisa hoa zeera saaday pani ke saath khaliya karain chand dinon main high b.p theek ho jae ga. Qabaz door karna Is keliye thori si sabaz… Read More
  • Kaan(Ear ) Ki Problems      Behtay hoe kaan Is ke liye moli ke patton ko garam ker ke kaan mian nichorain to behtay hoe kaan theek ho jaen ge. Kaan main pani perna Ager kabhi kaan main pani chala jae to ultay paoon chalain to … Read More
  • Paon(foot) ki Problems     Paron mai pasina aana  Is ke liye jotay pehannay se pehlay paron ke talwon per thori si pisi hoe phitkari mal lain to pasina nahi aaega. Phati hoe ariyaan  Is ke liye rozana sonay se pehlay p… Read More

1 comment:

  1. Nice post
    #howtogainweightforkids #dietforunderweight #dublaypankashartiailaj
    https://www.youtube.com/watch?v=jcOC7vnZoOI

    ReplyDelete

Ads 468x60px

Totkay

Followers

Dadi

Dadi Amma

Urdu Romantic Ghazals

Urdu Romantic Ghazals
click here to read more ghazals..

Blogroll

Popular Posts