Sunday, 29 January 2012

 









1...Subha nahar moon garam pani main shehad mix ker kay peenay  se zaid cherbi khatam ho jati he.

2...Subha nahar moon aik glass garam pani main lemon ka ras mila kr pinay se zaid cherbi khatam ho jati he.

3... Nahar moon aur lunch ke baad qehwe main lemon ka ras mila kr piya krain.

4...Lemon ka achar motay logon ke liye faida mand he.

5...Din main teen baar lemon ka ras pani main mila kr piya krain.

6...Khanay ke baad thori si ajwayan pani ke saath kha liya karain.

7...Salad ka use khanay ke saath lazmi karain.

8...Adrak ki chae piya krain.

9...Ghi ke bajae khanay ka tail istamal karain.

10..Chawal, aalo, mtar,gobi,ghi aur dosri baadi cheezain kam istamal krain.

11..Rozana rassa tapnay ki warzish karain.

12..Rozana nahar moon orange juice piya karain.

13..Rozana nahar moon teen lehsan ke jawe pani se saath nigal liya karain.

14..Apple khanay se pait halka ho jata he.









Related Posts:

  • Totkay,Urdu Totkay,Totkay In Urdu,Desi Totkay   Cheechak ke daagh door karna Is ke liye pista leker is ka safoof bana lain .Raat ko sotay waqat is safoof ko daagh per 10 minutes tak maltay rahain phir so jaen 6maah main daagh aahista aahista theek ho jaen ge. … Read More
  • Urdu Gharelu Tokay Urdu Gharelou Tokay Below Very Useful Totkay (Tricks or Tips) in our daily routine lifetime.     … Read More
  • Motapa Door Karna   1...Subha nahar moon garam pani main shehad mix ker kay peenay  se zaid cherbi khatam ho jati he. 2...Subha nahar moon aik glass garam pani main lemon ka ras mila kr pinay se zaid cherbi k… Read More
  • Urdu Totkay Urdu Totkay Totkay are basically domestic tips of old experienced people. These are very useful for daily life. … Read More
  • Kalonji Se ilaaj      Shogar ka ilaaj Is ke liye aadha chammach kalonji subha sham istamal karain aahista aahista maraz door ho jae ga. Ganj ka ilaaj Is ke liye kalonji aur mehndi pees ker sirke main hal ker kay lagaen … Read More

0 comments:

Post a Comment

Ads 468x60px

Totkay

Followers

Dadi

Dadi Amma

Urdu Romantic Ghazals

Urdu Romantic Ghazals
click here to read more ghazals..

Blogroll

Popular Posts