
Moon se badbo aana
Is ke liye rozana teen baar sonf chabaen moon se badbo aana band ho jae gi.
Zabaan main luknat
Is maslay ke liye sonf, sabaz ilachi ke
danay aur badam ki giri aik aik tola aur koza misri paanch tola in sab
ko pees lain aur is safoof ko baar baar kuch waqfay se zabaan per rakh
ker chosnay se zabaan ki luknat door ho jati he.
Zabaan...